Hi Blogger Aaj ka Title Padhkar Aap Jara Confuse huye honge ki Login User Password yane kya ? to Dosto Login User Account Yane Jabhi Hum Computer ko Personal Security Dete hai ! Yane Login Password Set karte hai to Usme Humara Password Keval Computer Aur Hume Hi pata hota hai ! Third Party Usme Koe Communication kar nahi pata hai par Agar Humne Computer me Login kar ke third party ko Aapne Computer ka Access Diya to Wo Humare Login password ko Change kar Sakta hai - Jis ke Badh Tum Khood Bhi Aapne Computer me Login nahi Le Sakte ho
Simple (भाषा )Me Bola Jaye to Tumne Aapne Computer me Password Set kiya hai - Aur Kam-karte -karte 2 min ke liye Computer vaise hi Chor kar nikal gaye to Aise me koe third User yane manlo ki me tumhare Login Computer ka password Bina kisi Software ke Change kar Sakta hu jis ke liye keval 1 min hi kafi hai [ interesting ] na to Agar Aap bhi ye Trick jan na Chahate ho to hume Step-byStep Follow karo Aur Share karo :)
1) Manlo ki Aap login Computer me Ho ! yane Aapko kisi Computer ka Access mila hai jis me All ready Password Set kiya hua hai to Aapko kya karna hai Simply > Control panel >Administrator Tool >Computer Management < par Click karna hai
2) jaise hi Tum [Computer management ] par Click karoge vaise hi tumhare samane Ek Window Khulega Usmes se Left Navigation bar me > Local User and Group > User < par Click karo
3) User Par Dabble Click karte hi tumhare Samane Bo Sare User Account User Show Honge jo Tumhare Computer me Bane huye hai .
4) Ab Aapko Jis User ka Password Change karna hai USe Account par Right Click kar-ke " Set password " par click karo
5) Set password par Click karte hi tumhare Samane Ek Pop-up box Aayega Usme
Note:- Dosto yaha se tum unwanted Account Delete Bhi kar sakte ho Bass Administrator Account delete math karna bass :)
- Computer ka Login password 1 minute me kaise tode in hindi
- Computer me Virus Detected Hide File kaise Show kare - Hardware in hindi
Aapko Humara Post kaise laga ye Hume Jaroor bataye aur Aapne Doston ko bhi Share karo Eske Aalawa Computer Aur Technology ke Related kisi bhi Problem ki janakari Chahaiye to hume Niche comment karna hum Aapki jaroor help karenge
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !