Hi blogger Me Aarohi Aapki Dost to Chalo Motherboard ke Bare me Kuch Jan lenge Jo hur Laptop -Computer -me Laga hota hai ! Dosto tum Computer Field Se Ho to tumhe Motherboard ki basic Janakari honi Jaroori hai .Kyu Ki Kahi Logon ke Man me Abhi bhi Ye Sawal (सवाल ) Rehta hai ki
to Kyu Na Hum Es Post ke jariye Jane ki Motherboard kya hai -kaise bana to Chalo Start karte hai :)
- Motherboard kya hai
- Motherboard kab Bana
- Computer me Motherboard ka kya kam hai
- Laptop ya Desktop me Circuit Board kaise kam karta hai
to Kyu Na Hum Es Post ke jariye Jane ki Motherboard kya hai -kaise bana to Chalo Start karte hai :)
Motherboard Electronic Plants jaise Laptop & Computer me Laga Printed Circuit board hota hai ! Jise Main Board ya System Board bhi Kehte hai Computer ke Aalava Motherboard ka Istimal ROBOTs Aur Kahi Sare Electronic devices me bhi kiya Jata hai
1Ekk Computer ki Rachna (रचना ) Microprocessor ,RAM, aur Motherboard par Lage Electronic Components se hota hai Eske Siva Motherboard par Sound , Storage ,Video Control karne ke liye controllers aur Connectors Bhi lage Hote hai .
Motherboard Ka Main Part Chip-set Hota hai , Kisi Bhi Motherboard Ke chip-set se Uske Capacity aur Feature ke bare me imagination (कल्पना ) ki jati hai .
Motherboard par Kuch important Controllers Hote hai jaise ki
- CPU
- BIOS
- RAM
- HDD
- Keyboard
- serial port
Motherboard Par Kam-Se-kam 1 Slots ya Socket hota hai Jis me Hum Computer ka HURT yane Microprocessor laga Sakte hai Eske Siva Motherboard par Expansion Card Ke liye Kuch Slots bhi Hote hai Jaha Hum Portable Card Laga Sakte hai Jaise ki
- Video Card
- Sound Card
- USB card
- NIC card /
- Or More
History Of Motherboard in Hindi
- Computer me Android 4.4 KitKat Kaise Install kare
- Computer me internet , Pendrive, Document ,Folder ,Keyboard ,Kaise block kare
Jab Computer Ki Shurwath Huyi Tab Computer ke hur part ke liye Ekk Slot Hua karte thee. Aur Enn Sare slot ko Wire (Cable ) ke Dwra joda Jata tha
Samay Ke Chalte Computer bhi Vikasit (विकसित ) Hote Gaya .Fir Printed Circuit Board Aane ke badh RAM /CPU jaise Part Board par hi Add Hone Lage Jo Technology ke nam se Bahoot Badi Safalta (सफलता ) Thee
- 1980 me integrated circuit ka Upyog (उपयोग ) kiya Gaya Jaha jo Kam Voltage Jaise Keyboard -Mouse -Floppy jaise Peripheral ko Support karta tha .
- 1990 me Motherboard Full Range ke Audio -Video -Network jaise Feature ko Support kar ne Lage ! 3D Gaming And Graphic ke Liye External Card Lagana Padta thaa
- Pehela Enn Filed me Maikroniks ,AMI ,Ditike ,Maileks Orchid Technologies jaise Company Thee . fir APPLE And IBM Jaise company ne Shurwath ki
- Computer Ko Fast Kaise kare [Pc ki Speed Badhaye ]
- Google Panda se Apni Website Kaise Protect kare Seo Tips in hindi
Dosto Time ke Chalate Computer And technology Ess Tarah Se Badhti gayi Jise Hum Soch Bhi nahi Sakti Dunia Ka 1 st Computer Kisi Bade Room Ke Etna Hota tha Jis me Se Keval Binary jaise Digit se Output Aata Tha yane 111000 ke Format me Aur Aaj Internet , Laptop , Tablet Se Aap Jan Hi Sakte ho ki Technology kis Tarah Se Badhti Gayi hai :)
Aapko Humara Post Kaise Laga Ye Hume Jaroor bataye Aur Dosto Ko bhi Share Kare Kyu Ki Sharing is Caring Na :)
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !