Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Tuesday, 14 June 2016

Kya hai Panic Button - Kaise hum Ess button ko istimal kar ke crime Rok sakte hai



Dosto Aapne kahi bar News me ya TV par dekha honga ki panic button India me jald hi launch honewala hai ya basically Aapne  panic button ke bare me kahi -na kahi -suna hi honga to kya hai ye panic button Aur ese hum kaise istimal kar sakte hai Eski puri janakari Aj hum hindi me janege to chalo shurwat karte hai 

Dosto Indian Tel-Community ne Naya Faisla liya hai jo ye hai ki 1/ jan/2017 se jitne  bhi phone India me Aayenge Chahiye wo Ekk basic phon ho ya smart phone ho unme 1ekk panic button ka hona bahoot jaroori hai Eske Aalava 1/jan/2018 se jo mobile market me Aayenge unme Ekk GPS unit ka hona bhi Compulsory hai ! Actually ye dhono bhi feature  Aache hai -Customer ke point off View se unhe kaffi faydemant Sabit ho sakte hai to chalo jante hai panic button yane kya ?



panic+buton


Asal me jabhi tum kisi Emergency Condition me ho yane  koe bhukamp(भूकंप ) ho -ya Chori (चोरी ) ho - ya woman Against koe crime hota  ho to Aise me maddat ke liye ekk panic button ka hona bahoot hi Acchi bath hai jis ke maddat se Aap Aapno tak Aapna message pohcha paoge ki Aap Musibat me hai 



dosto Dekho Agar Aap kisi musibath(मुसीबत )me ho to Aap sabse pehela Aapne family -friends - ko ya police ko phone karte ho to call karne ke liye Aapko Phone ko unlock karna Jaroori hai -fir number dial karna padta hai -ya Contact me Jakar number Select karne tak der ho sakti hai 


Aise me Aagar Aapke Mobile panic button ho to Aap chupke se Aapke Jeb me Hath Dalakar Wo panic button  dabane se Direct Call Police -MOM-DAD- ya Friends ko ja sakti hai 


Eske Aalva Panic Button Advance ho to Aapki location .Aapke camera se front and Back view aur Ekk customize message Samne ja sakti hai Aise me Samne Wala Samaz jayega ki  Aap problem me hai ya kisi musibath me hai -


Dosto Mobile me Panic button individually Aalag  se Aaa to nahi sakta hai - par ho sakta hai aap Aapke mobile ka Site button press karo bo As panic button Work karega ya normal mobile me  press 5 karne se wo As panic button work kar lega :)      

to dekha jaye to India me panic button Aane se 60% crime kam ho sakta hai jo Ekk Acchi bath hai 

Indian  me Aabtak ye features Aaye nahi hai fir bhi Aise kahi company hai jinhone Panic button jaise Apps banakar rakhe jise Aap As panic button bhi istima l kar sakte ho jaise ki 

3 comments:

  1. blogger_logo_round_35

    Arohi mam trojan kya hota mujhe trojan ke baare me jaankari chahiye

    ReplyDelete
  2. blogger_logo_round_35

    Arohi mam trojan kya hota mujhe trojan ke baare me jaankari chahiye

    ReplyDelete
  3. blogger_logo_round_35

    Trojan ekk virus hai ..Jo tumhare computer ko bada nuksan pohcha sakte hai..hacker bhi enn virus ko victim PR Attack karne k liye istimal karte hai

    ReplyDelete

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates