Dosto Aagar tumhara Computer ya Lapatop bar-bar Restart ho raha hai Aur tum Ess problem Se Chutkara Pana Chahte ho to tum Ekdam sahi Site par Aaye ho ! humare site par Computer Technology se Judi hur Ek problem ki jankari hindi me Tum le sakte ho ..to Chalo jante hai Agar Computer ya Laptop bar-bar Restart ho raha hai to kya kare
Computer automatic Restart hone ke piche 3 bade karan hai
- SMPS (power Supply )
- Window (Software)
- Motherboard (Hardware)
1) SMPS ( Power Supply )
![]() |
SMPS |
2) Computer Restarting problem ka Sabse bada Problem hum SMPS keh sakte hai kyu ki SMPS computer ko power Supply dene ka kam karta hai ! Aur Esi darmyan Aagar Smps ko kuch ho jata hai to Computer ko bo Power pohch nahi pati hai aur Use Vajah Se Computer pura Ded ho jata hai ya Restarting problem Dena Shuru karta hai ! to Agar tumhara Computer Aapne -Aap restart ho raha hai to -SMPS(power Supply )
![]() |
OS |
Window Se Aap jan gaye honge ki koe Software Related problem hogi to Sahi hai ! humare Computer ko chalane ke liye Operating system ki jarrorth hoti hai jaise ki
- Window xp
- Window 7
- Window 8
- Window 10
Ye Kuch Os hai jo Aam-tor par hum Istimal karte hai ! par Kahi bar Virus problem ke ya direct Current jane se iinhe chalene ke liye Aapne Window file Hote hai bo Crash kar jate hai jis ke vajah se Window Startup par Aa kar ruk jati hai Aur Computer Aap-ne -Aap Restart hota hai !
Dosto Asal me use Vact hamara Computer ke Hardware me Koe problem nahi hota hai Software problem ke vajah se hardware ko Re-start hona padta hai !
Window problem kaise Solve kare ?
1) Window startup repair kare ( Computer ko re-start karo BIOS se First boot divaice -DVD Drive Rakho ) Window 7 ki CD dal kar Repair button par Click kare
![]() |
Window Repair in hindi |
Window Startup Se tumhare Missing File Ya Crash File Recover honge Aur Tumhara Window Proper kam karana Shuru karega !( Window Startup par kisi Aur din me naya Post banaunga Jis se tum jan sakte ho ki Window Startup yane kya aur Uski puri jankari )
2) Window Startup Repair se Aagr tumhara Window Repair nahi hua to tumhe Fresh formate hi karna padega uske bad tumhara Computer Restart nahi hoga
3) Motherboard ;
Computer Restarting ke piche Last step Motherboard hum keh sakte hai ! jaise ki humare motherboard par Processor Laga Hota hai Aur use Cool(Thanda) rakh ne ke liye Heatsink Fan................... to kahi bar Overheating ke vajah se Fan Processor ko thanda rakh nahi pata hai hai Aur use Vajah se processor jada Overheat ho jata hai , aur kam karna band kar deta hai ! Esiliye humara Computer Ek to band hota hai ya Restart hota hai
Motherboard ke Problem kaise solve kare ?
1)Heatsink Fan ko Acche se Clean karlo ( kyu ki Dust ke Vajah se fan Theek tarah se Ghoom nahi pata hai Aur Processor hit ho jata hai )
![]() |
Dust Remove |
2) Processor par heatsink cream lagao bo processor ko thanda raka ne me madat karegi ( market me tumhe koe bhi dukan me milegi )
![]() |
Hits ink |
kaise pata kare ki Computer ke Hardware me Problem hai ya Software me ?
![]() |
Vs |
Computer ke Software me problem hai ya Hardware me Ye jan ne ke liye BIOS Setting Sabse Aasan tarika hai! yane Aagr tumhara Computer BISO Setting se bhi Re-start kar raha he yane Tumhare Hardware me Problem hai ! Aur Bios Setting me jane ke badh Computer re-start nahi ho raha Hai to Software me Problem hai
![]() |
BIOS |
Bios Seeting me kaise jaye ?
Bios Setting (bios manufactures par dippend karta hai ) hur Computer ki Aalag -Aalag hota hai par Dekha jaye to
- delete
- F1
- F2
- F10
- F12
ye Common button hai jise Istimal karte hum BIOS setting me Enter kar sakte hai
Tag : Computer Repair in Hindi , Hindi me Computer Repair , Computer kaise Repair kare , Window Repair, Hindi Computer
" दोस्तों आपको हिंदी में कंप्यूटर का पोस्ट कैसे लगा ये जरूर बताये और शेयर करे ! अगर आपको कंप्यूटर टेक्नोलॉजी से जुडी कोई परिशानी हो तो हमे मेल या कमेंट करे हम आपकी जरूर सहायता करेंगे "
mere PC me Hight HD videos open karne par nhi calta hai Sara player try kiya but koi kam kiya ab kya karu help me..
ReplyDeleteDhiraj Tumhare Pc Video Driver Dalo
ReplyDeletevideo Drive nhi dal skta mera CD kharab ho gya hai net se video drive mil jayega kya
ReplyDeleteJb me window instal kr rha hu to ye aa rha h 'No devibe drivers found make sure that the installation media contains kya kru plz help
ReplyDeletewindow ki CD change karo !
ReplyDeleteHii mera computer on nhi Ho rha he ....vo setup btata he fir finish aa jata he...jispe click krne par shut down ya restart ka option aata he ......or fir waps se pc on kri to ye hi problem bar bar hoti he ....or ps on nhi hota he...ab me kya kru ?
ReplyDelete