Ji han dosto Aaj me Ek Trick Share kar raha hu jis se tum jan sakte ho ki tumhara Antivirus fake hai ya real
Dosto Internet par Aise hajaro Antivirus free me milte hai jineme se Koe Real hote hai to koe fake ,!! Branded Antivirus Agar hume Chahiye hai to use hume buy karna padta hai varna 1 ya 3 Mohino ke trailer software se hume Aapna kam chalana padta hai !! kher Hum use se kam to chala lete hai par bo Aasal me virus pakad raha hai ya nahi ye kaise pata chalega !! Anti-virus Dikha to raha hai Found Virus " fir bhi Kyu Computer Slow Chal raha hai
to chalo Dotso Jante hai hum kis tarah antivirus kam kar raha hai ya nahi bo pata kar sakte hai
1) Niche diya hua Coad Notepad me Copy-past karo ya type karo
- X5O!P%@AP[4\PZX54(P^)7CC)7}$EICAR-STANDARD-ANTIVIRUS-TEST-FILE!$H+H*
2) type hone ke badh Save as " Fake-antivirus.exe" nam se save karo aur dekho Aagar Antivirus Fake.virus ko pakad raha hai yane tumhara Antivirus Working hai Aur Agar Kuch Alert nahi Aaya to Samaz jao Tumhara Antivirus kisi kam ka nahi hai ( bo sirfe tumhare computer ki Memory Loss kar raha hai )
Dosto Aapko Humara post kaisa laga ye hume jaroor bataye Aur share karna Na bhoolna :)
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !