Hi Dosto Aaj me Aapko Bataunga ki Aap Aapke Khoye hua mobile ka IMEI number kaise pata kar sakte ho , Asal me Hur Mobile ka Aapna Ek Unique Identification Number hota hai jis Se Hum Aapna Khoya huaa Ya Chori Hua Mobile trace Kar sakte hai
Manalo ki Aapaka Mobile Kho gaya hai !aur Aapko mobile ka IMEI number bhi pata nahi hai , ya Uski koe Sleep bhi nahi hai to tum kya karoge ? Dar ne ke ki koe bath nahi hai Dosto humare post ko Step-by-step Follow karte raho Aur Share karo
Dosto Jabhi tum new Android mobile lete ho tab tumhe Compulsory Google play ke liye Aapan Google ka Account khol na padta hai ! Aur Use Vact Google Tumhare mobile ki kuch Information Aapne Data-base Me Save kar ke rakhti hai ! kyu-ki jabhi bhi Tumhara mobile Loss hota hai tab Google tumhare mobile ki information Tumhe Provide kar sake
to chalo jante hai Khoye huye Mobile ki IMEI number kaise find kare
1) Sabse pehla samne Diye Huye Link par ( yaha Click karo ) Click karo Ya Google me Type karo ( Google Dashboard ) Aur Search karo Jo 1st Link Aayegi Uspar Click karo
Aagr IMEI number hi pata nahi ho to kya kare ??

2) Enter karte hi Google Tumhe Login ke liye pochega , tab tum Aapne Mobile ke Google Account ka ID Aur password dal ke login le lo
![]() |
Login |
3) Login Lete hi Google Dashboard Open hoga usme tumhari Kahi Sare Information hogi jaise ki Ad-sense , Google Analyst , Android ki to Scroll Down karoge to tumhe Android ka Logo Dikhayi dega uspar Click kardo
4) Android par Aap jaise Click karte ho to mobile ki Sari information Aa jati hai Niche Diye huye image me Aap Dekh Sakte ho mere Mobile ka IMEI number Model num AUr kuch Information
Dosto Ye Trick Kafi Easy Aur Saral hai ! As Computer engineer Aap se kehta hu Yakin mane Ess Trick se mene kahi logonka Mobile trace kar ke Diya Hu ! Aur Aachi kamayi bhi ki hai !!
Tag: Mobile ki janakari ,Mobile Hindi , Mobile tips,Trick, Mobile kaise trace kare
"हमारा पोस्ट आपको कैसे लगा ये हमे कमेंट द्वारा बताये और जरूर शेयर करे "
Chori hua mobile ko kaise trace kare iske bare me bata skte h
ReplyDeleteChori hua mobile ko trace karna possible hai par tumhe uske liye kuch needs hote hai jaise ki
ReplyDeleteIMEI number
pc
net
android manager Apps
Google Account
Sim number
so agar Mobile switch off nahi hoga to enke madat Se hum mobile trace kar sakte hai
uska process post kar dijye plz...
ReplyDeleteDone bro :)
ReplyDeleteAap ka www.googl.com/settings/dashboard ye link error bata RHA hai change this link
ReplyDeleteThank You ! Dhiraj :)
ReplyDelete