OSI Model ki vishodhan 1984 me huyi the , 1977 Me ISO ( International standard organization ne ek Comity banayi Aur Usee Ye responsibility Di ki Ekk Open Standard Develop kiya jaye , Esi comity ke Kehne par 1984 me (OSI) model Approve kiya gaya " Open ka matlab ye hai ki yaha par jo bhi Ess model ko follow karege ,Wender , Manufacture, unke Device Aapse me Inter-operate kar sakte hai
OSI model Aane Se pehle bahot se Wender Specific Model Istimal karte the jaiase ki IBM Aapne computer bana ta tha Aur Un Computer ko Connect kar ne ke liye Aapna Networking Standard Istimal karta tha , Esi Tarah Use Samay ke Aur bhi company jo Computer bana te -the bo bhi Aapne-Aapne Computer ko connect karne ke liye Apne hi protocol Istimal karte the , Leki Problem Vaha Hoti the jab 2 ya 2 se Aadhik Wender,s ke computer Ekk company Kharid leti thee, to unke Aapas me Inter-operate karne me dikkat Aati theee , to Ess Problem ko Door kar ne ki liye Jo Sabse Bada badlaw hua bo "OSI " Model ka tha Eska Result 1984 me OSI model ke ratification se hi huaa , Aur bo tabhi se hi Computer Network design me Ekk Reference model ke Hisab se Istimal kiya jata hai
OSI model Ye bata tha hai ki kaise Network protocol Aapas me Kam karenge ya communicate karenge ,Aagar Hum Aaj-kal ke Technology ko dekhe to ya Jo devices hum istimal karte hai bo En model ke According Nahi hai ,Fir Bhi Ye Network ke design ko Samzane ke liye Bahot hi Useful hai
to Chalo Hindi me OSI layer ke bare me jante Hai
![]() |
OSI layer |
Dosto OSI layer me First Layer
- Physical
- Data Link
- Network
- Transport
- Session
- presentation
- Application
Enn Layer ko 2 part me bhi Alag kar sakte hai Upper Aur Lower" Application , presentation, Session ( En 3 Layer ko Upper Layer Kahte hai ) Aur Transport ,Network , Data link , Physical ko Lower Layer kaha jata hai
Dosto Aagar generally Bath kiye to jo Task en Layer par perform kiye jate hai Wo kisi Application Specific hote hai jaise ki Lower Layer Networking ke liye hote hai ( Routing, Addressing ,Flow Control ke liye hote hai ) Uske Example hai : TCP/Ethernet
to chalo Jante hai ki OSI model ne En 7 part ko Kiss taraha Design kiya hai
1) Physical Layer in hindi :- Mechanical,Electrical, yane Ki Physical media hai bo kaisa hoga kis level par Voltege jayegi ye
2) Data Link Layer in hindi :- Physical Addressing , Network Topology ,Error, notification, sequencing kya hota hai Enn Sab bare me bath ki jati hai
3)Network Layer in hindi:- Network Layer Bade hi important Function perform karti hai ye Routing And internet ka kam karti hai (Subnet traffic Control ,packet ,logical-physical Address mapping etc.)
4) Transport in hindi:-Message Segmentation , Connection Control ,Service-point Addressing , Error Correction ke liye Work karti hai
5) Session Layer in hindi :- Session ko control karti hai Session Establishment se lekar Session Control karne ka sara kam Session layer ka hota hai
6) Presentation layer in hindi :-Encryption ,compressing , Translation or data Conversion par kam karti hai
7) Application Layer in hindi :- Application ke bich me Yane ki Koe User istimal kar raha hai jaise ki Koe e-mail Application hai Ya Smtp ya Koe Bhi Application Service ho to Uski Responsibility layer 7 ki hoti hai
Tag : Networking in Hindi , OSI layer In Hindi , Ethernet ,Router In hindi , Hindi Networking ,LAN, WiFi
"दोस्तों हिंदी में ISO लेयर की जानकारी आपको कैसी लगी ये हमे कमेंट द्वारा बताये और शेयर जरूर करे "
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteNice
ReplyDelete