Dosto ye bath such hai ki torrent par hame Jo chahiye bo Aasani se mil jata hai ! bo koe Latest movie ho ya software par jabhi hum torrent file torrent ke Software me Open karke download karte hai tab hamne download ke liye diya hua data hamare internet speed ke mukabale kafi slow Download hota hai
to yese vact hum IDM (internet Download manager ) ke madat se Download speed badhakar time bacha sakte hai
IDM (Internet download dmanager ) yane kya ?
Dosto IDM ek yesa software hai jiske madat se humne Download ko rakha hua data pause Aur resume kar sakte hai yane manlo ki Aagr tum Abhi koe 700 mb ki move Download ke liye Rakh rahe ho Aur time Na hone ke karan tum use Stop kar ke Dusare Din bhi continue kar sakte ho yane jitna tumhara Data Download huaa hai bo waste nahi jayega kher hum Torrent par bhi ye Feature istimal kar sakte hai par IDM me yese kahi Sare feature hai jise istimal kar ke hee Tum Samaz Paoge :)
IDM Kyu istimal kare ?
kyu ki IDM kisi Aur Download manager ke mukabale Fast Aur Secure performance deti hai
internet Download manager me 20 % se 30 % fast Data download hota hai
![]() |
IDM se kaise Download kare |
to Chalo jante hai hindi me Torrent ke File ko IDM me kaise khole Aur Download Speed badhaye
1) Google par jao Aur zbigz ye keyword Type karo , sabse pehla jo link Show Hogi use Website par Click karo (https://zbigz.com/)
![]() |
IDM se kaise Download kare |
2) Upload button par click karo Aur torrent File ko zbigz par upload kar do
![]() |
IDM se kaise Download kare |
3) torrent File Upload hone ke Badh Go button par Click kar do
![]() |
IDM se kaise Download kare |
4) Go par Click karte hi Aapke Samne 2 cloud Aayenge usme Free cloud par Click karo ( Free Cloud yane Free service ) Free service me Aap 1GB tak ka data upload kar sakte ho Chahiye to Aap Paise Dekhar Data Limit badha bhi sakte ho
![]() |
IDM se kaise Download kare |
5) Abb Aap dekh sakte ho ki torrent file Zbigz me Puri tarah se Upload Ho chuki hai
![]() |
IDM se kaise Download kare |
Zip button par click karo , Aapka Data Securely in hindi ( सुरक्षित ) Zip hokar Aapne-Aap IDM me khulega
![]() |
IDM se kaise Download kare |
Start Download par click kar do Aapki Torrent File IDM me Download hogi
- Delete File ya Document Kaise Recover kare ?
- Kya Aap ko Pata He DNS Internet Ke Liye Kyu Jaruri Hai ?
दोस्तों आपको हमारा पोस्ट कैसे लगा ये हमें कमेंट द्वारे जरूर बताये शेयर करना ना भूलिए और हमारे साइट पर आते रहे :)
धन्यवाद
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !