Hello Friends Aamtor par Laptop Normal hit
karte hai ! Laptop me Sabse jyada Hiting CPU se hoti hai ! Jiska temperature
Control karne ke liyen Uske Upper Copper ki khas Hit-sink Lagayi hoti ! Aur Ess
Hit-sink Thanda Rakhne ke liye Ek Fan
(Pankha) Lagayi jati hai ye Fan CPU ka Hit-sink ko Aur VGA Chip ke
temperature Ko Control karta hai !Laptop
Hit-sink fan Lagatar Nahi Chalta hai bo Usi wact Chalata hai Jab Hit-sink ka
Temporter Ekk Nishit Sima ke Upper Chala jata hai Eske Liye "Thermal diode"
ya "censer Circuit" ka istimal kiya jata hai
par Aapka Laptop Over-Hit Ho raha hai to Wo ek Gambhir Samsya hai! Kyu ki Laptop Over-hit Hone Se tumhe Kahi problem se Face karna Padata hai jaise ki
- Laptop Chalte-Chalte Bandh hona
- Laptop Dheere-Dheer chalna -Laptop ka Slow hona
- Laptop Over-hit hone ka Warning msg Aana
- Laptop Kuch Der Chal ke Aapne-Aap Restart hona
Upper diye huye Sare problem Hume Eshara Dete Ahi ki Bhai Tumhara Laptop Over-hit huaa Hai ! Use Control me Rakho Varana Laptop Thik se Kam nahi karega Ya Tumhara Laptop tum se tagada Kharcha Karvayega ! to enn Sare Problem Se chutkara Pane ke liye Humara Post Padhte rahe Aur Share karte rahe
1) Dosto Laptop ke Hit-sink par dust jama hone ke karan Fan Hit-sink ke Garami ko bhahar bhej nahi pata hai Esiliye CPU jada Garam hota hai Aur Aapna Kam Thik tarah se kar nahi pata hai Aur Esiliye Laptop ki performance Slow Hoti Esi karan Laptop bhi Slow hota hai Esiliye Hit-sink par Dust Jama Hone math dena In-case Laptop ko bhi Dust Se Door Rakhan kyu ki Dust ke Vajah Se Compter aur laptop me kahi tarah ke problem Aate hai
2)Laptop me CPU par jyada Load Aane Se Processor Tezi se Garam hota hai ! Eske Liye Task manager me jakar Bina Kam ke Software ko Close Kar do !
Task manager me Jane ke liye > Run > taskmgr < Enter
3) Laptop me Virus Hone par bhi Processor bahoot jada Garam hota hai kyu ki Processor Laptop me Continue Working Progress me Hota hai ! esiliye kisi Aache Anti-virus se Laptop ko Scan karte rahe 4) Kabhi-kabhi Laptop ki Battery Garam hone ke karan Laptop Hit hone lagata hai Aise Vact Laptop ki Battery ka khas dhyan de ya Battery Change karde
5)Laptop ko bina vajah Charge me Lagaye math Rakhe!
Laptop Motherboard Repair in hindi - hindi me computer Chip level

- Computer me Display Color problem kaise Solve kare ?
- Turn On ke badh bhi Laptop Start nahi ho Raha hai in hindi
Laptop Motherboard Repair in hindi - hindi me computer Chip level
1) Laptop me Tharmal Sensing circuit kam nahi kar raha hai
2) Laptop ke Motherboard me Lage capacitor Short ya leak Ho sakte hai ( khas-kar Supply ke yaha lage Capacitor )
3) Laptop me Laga hua CPU (processor) kharab hai
4) Laptop me Laga hua VGA Chip kharab ho chuka hai
5) Laptop me Laga hua Graphic Chip kharab hone se bhi laptop ke Display problems Aate hai Aise vact Use Replace Karna padta hai jis se tumhara Laptop Sahi tarah se kam karne Lagega !!
- Google Adsense Ki Janakari jo Aapko Pata hona chahiye
- Computer Ke 11 Chokane Wale bathe jo tumhe pata nahi hai
Tag:- Laptop Repair ,Computer Repair,Chip-level in hindi ,Mobile,Troubleshoot ,Hardware,Networking
Dosto Aapko Hindi me Hardware ka post kaise laga ye hume Comment dwara batana Aur Aapne dosto ko bhi share karana keval Share hi nahi to Aapko computer Technology se judi kisi bhi Tarah ka problem ho to hume mail ya comment kare hum Aapki Jaroor Help karenge :)
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !