Hi dosto Hindi me Blogging Trick And Tips Me Aapka Swagat hai ! Aaj ka Topic Shayad Aapke liye Kafi Important ho Sakat hai ! Kyu ki Aaj ke Hum Janenge ki kaise Hum Aapne purane Blog ke Visitors ko Aapne Naye Blog par Redirect kar ke La sakte hai ! Yane Manalo ki Aapne Blogging Tips Par Ekk Blog banaya hai Par Aapko Laga raha hai Ki Aapne Ess Blog me kahi galtiya kiye hai ! Ya Aap Blogging me Naye Hone ke Karan Aapne Visitor ko bo Facility De Nahi pa rahe ho jo Aap Aabhi De sakte ho yane Aap Abhi blogging me Pro ho gaye ho ! Aur Aapne Blogging Tips par hi naya Blog banane ka Socha hai to Aap Aapna Naya Blog banakar Aapne Purane Blog ke Visitor ko redirect karte Ess naye Blog par La sakte ho Ess se Tumhara Naya blog Google ke Index me Bhi Jaldi Crawl hoga Aur Aap Aapne visitor ko ekk Naye Aandaj me 100% update Facility Aapne naye blog se Provide kar sakte ho Chalo jante hai kaise Apane Purane visitor ko naye Blog par redirect kar ke hum Aapne Blog ka Traffic Badha sakte hai !
How to Redirect Traffic from a Blogspot blog to Another Blog in Hindi
1) Aapne blog me login Lo > Template > Edit HTML < par click karo
2) Aab HTML box me Ctrl+F ke madat se Niche diya Hua Code find karo
3) Abb Niche Diya Hua Code Thick Uske Upper past karo
<meta content='0;url=http://www.about2pc.com' http-equiv='refresh'/>
(about2pc.com ke yaha Aapko Aapne Naye blog ka Address dena hai )
Setting Pure Hote hi Save Template kar do aur Aap ne Purane blog par jake Dekho Vaha Aapki Purani Site Redirect Hokar Aapko naye Blog par Le Aayegi !
- Online paise kaise kamaye - Ghar bethe bethe Amir bano
- Computer me bina kisi software ke folder kaise hide kare
- Bina software ke Computer me Partition kaise banaye
Tag - Blogging Tps and Trick , Blogging SEO , Hindi me Computer
Dosto Ess Tarah Se Tum Aapne naye blog par Purane Blog ka Traffic La sakte ho ! to Aapko Humara Post kaise laga Ye Hume Comment Dwara Bataye Aur Share karna Na Bhule .....Kyu Ki sharing is Caring naaa :)
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !