Hi Dosto Aapke Computer ki Ram bahoot kam hone ke karan aapke computer ki Speed Slow hai Aur Aap Bahoot Dino se RAM Lagane ki Soch rahe ho !Lekin Samay nahi mil pa raha hai to koe bath nahi hai Kyu ki Aaj Hum Aapko jo Trick batane ja Rahe hai ! Usme Aap Pen-drive ke madat se Aapne Computer ki Speed Badha sakte ho Yane Aapne Pendrive Ko As RAM ke Tarah Estimal kar sakte ho! Bass Apko step by Step hume Follow Karna hai Aur ye Bath sabko Share karna hai :)
to Chalo Jante Aapne Pen-drive ko Ram ki Tarah kaise Istimal kare in Hindi
Sabse Pehla Pendrive ko Aapne Computer ke USB port me lagao ( bo kam se Kam 2 GB ka ho )
1) Ab My computer par Right Click Aur Last Option Properties ko open karo
2) Properties ko Open karte hi Tumhare Samane System Property Window Aayega Usme Left Navigation Bar se Advance System Setting par clik karo
3) Abb Aapke Samane Ek pop-up Aayega Usme Advance Select karo Aur setting button par click karo
4) Jaise Aap Setting button par click karte ho vaise hi tumhare samne Aur Nay Pop-up Aata hai Usme bhi Advance ko Select karo Aur Change Button par click karo
5) Aap Dekh Sakte Aapke Samane Virtual Memory ka Ekk Pop-up Aaya hai to Usme Simply ( Aromatically Manage paging File Size For All Drive ) ke Option Un-teek karo Jaise Aap Unteek karoge vaise hi niche Sare Drive Show Hoge Usme Aapne Pendrive ko Select karo Aur Custom Size par Click karo Aur Usme Aapne Pendrive ki Free Space ki Limit Do ( Yad Rakhi ye Aapke Pendrive me Jitni Free Space hai Uthni Aapko Space Deni hai Varana Ye Trick kam nahi karegi )
Aab Set button ko select karo Aur ok button par click karo ! Aapki Setting Ho Chuki
hai Aab Computer ko Restart karo Jaise hi Computer Start hoga Vaise hi Computer
pen-drive ke Memory ko As RAM memory Samazakar Speed Dega ( yadd Rakhiye Aapko
Pendrive Nikal na nahi hai )
hii mam
ReplyDeleteMam mai apse yeh puchna chah rha hu agar galti se pendrive nikal gyi to q hoga...
Sath me pc ka bhi RAM kaam karega.
agar tum as PD Ram istimal Kar rahe ho ! to pc ki speed kam hogi but pc me Jo Actual ram hai usme koe fark nhi padega ! bt PD ne Jo speed pc ko di hai o definitely kam hogi :)
ReplyDelete