Hi Blogger kya Aap Jan Na Chahate ho YouTube par Bina Internet ke Video kaise Dekhte hai To Aaj ka Humara Post Padhte Rahe Aur Share Karte Rahe
Dosto Kahi Bar Tum Smart Phone par Video Dekhna Chahate ho ! Usme 3G -4G connection bhi hota hai lekin Internet connection Etna Slow hota hai ki Bass Video Buffer hi hote Rehta hai ! Aur Video Dekhne ki Koshish me Rath ho jatai hai ! to Tumhare Dimag me Ye Sawal Aata hai ki kash Hum Video Offline Dekh patahe
- Khoye huye Mobile ka IMEI Number kaise Find kare
- Blog par Floating Social Sharing Widget kaise lagaye in hindi
Bina Internet ke Youtube Video
Dekhne ke liye tumhare pass Android Mobile Ya I-phone Hona Chahiye
1) Offline Video Dekhne ke liye Mobile me Youtube ka Application hona Jaroori hai ! Aagar Nahi hai to Use Install kardo !Jaise Hi Aapke Mobile me Youtube App install ho jata hai to Use open karo Aur Simply Aapko Jo Video Offline dekhna hai Use Search karo ! Me Arnold ka Fan hu Esiliye me Arnold ko Abb offline mode me Dalkar badh me Dekhna Chahata hu !
If You Want to Watch this Video in the offline Mode , Then _You need Ply Attention to this arrow Next to like , Dislike Button
In hindi - Abb me Arnold ke Video ko open karunga ! Aur Jaha like aur Dislike ke option hote hai Uske Baju me Down Arrow yane Offline Mode ka Button hoga ! uspar Click karunga !
3) jaise hi Aap [ Down button ] par click karoge vaise hi tumhare samane Ekk Box Aayega Jis me Video quality ka option hona jaise ki
Now You See a Menu ..You Can choose _Whether You Want This Video is Normal Mode or Medium mode
In Hindi - Tum Popup- Menu me Dekh sakte ho ki tumhe Kis mode par Video Dekh na hai Normal ya Medium
- Online paise kaise kamaye - Ghar bethe bethe Amir bano
- Mobile se Aapne photo ka cartoon character kaise banaye
jaise hi tum mode par Click kar te ho vaise hi Tumhara Video Offline mode me Jana Shuru karega ! video ke Quality , Internet Speed aur MB ( mega byte ) ke upper (निर्भय) karta hai ki tumhara Video kitne der me Offline mode me jaye
4) jab Tumhara Video Successfully Offline mode par chala jaye ! Tab Aap Sakun se kahi bhi jakar Use Video Ko dekh sakte hai ! Abb Tumhe Koe Internet ki jaroorath nahi hai ! :) Bass Youtube Apps >Home > Offline Video :)
Kuch Jaroori bathe
- Offline Store kiya hua Video 48 hour yane 2 din me kabhi bhi dekh sakte ho Video Offline Store ke liye tum kisi Wifi network ya Internet Divaes se Connect Chahiye !
- Video Offline mode me Jane ke Badh ! tumhe kisi internet ki jaroorath nahi hoti hai
Dosto Aapko humara post kaise laga Ye hume Comment dwara Jaroor bataye ! Aur Aapne Dosto ko bhi share kare ! Aagar Aapko Computer Aur Technology se judi koe bhi tarah ki Help Chahaiye to hume Bataye Hum Aapki Jaroor sahayata karenge !
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !