Hi Blogger Internet in hindi me Aapka swagath hai ! to Aaj ka sawal Kafi Common Aur popular bhi hai kyu ki Hur Koe jan na Chahta hai Internet ki Downloading Speed kaise badhaye jaye ! to Chalo Der kis Bath ki Aagar Tum Bhi Aapne Internet Downloading Speed se Parishan ho to Aaj ka Post Keval Aapke Liye Jis me Hum Aapko Aise Kuch Secret Batayenge Jis se Tumhare Data Downloading speed 50% badha jayegi Aagar Aap bhi Jan na chahate ho to Hume Step by Step Follow karo Aur Share karo :)
how to increase download speed in hindi
Internet Download Speed kaise badhaye
Dosto Agar Tum Internet ke daily User ho Aur tumhe Internet se Aalag -Aalag Tarah ke Movie ,Song ,Video ,Game Or more Download karna Pasant hai !to Tumhe Aapne Computer me IDM ( Internet Download manager ) Software Install kar dena Chahaiye Kyu ki IDM Ekk Aisa Software Hai Jo tumhare Interne Ke kisi bhi File ko Dugani Speed se Download karta hai ! Aur -Aur keval Download hi nahi to Aap Downloading Ko Pause kar ke jabhi Time Hoga tabhi Continue bhi kar sakte ho Eske Aalava IDM ke Kahi feature hai Jo tumhe Use Istimal kar ke Hi pata Chal sakta hai ! Aapko Keval Aapane Computer me IDM Install karna Hai Aur Chor Dena hai Baki Sab kam tumhara IDM hi Kar dega !
IDM Secrete Setting in hindi
Dosto Aapko to pata hi hoga Technology ke Dunia me Impossible Aisi koe Chiz nahi to wo Kisi Account password hack karna ho to ya kisi Software ko Crack karna ho to Enn Mamlo me IDM kaise Piche Rehta ! :) to IDM me Kuch Aise Setting hai jise istimal kar ke hum Internet Download Speed dugani se bhi Dugani kar sakte hai to chalo jane wo kaise karte hai !
1) Aagar Aapke Computer me IDM na Ho to Niche ke Link Se Download kar do !
2) Download Hone ke badh Simply Next -next karte Software Install karo
3) Abb IDM ko Open karo Aur Option par click karo
4) Jaise hi Aap Option pe click karoge Aapke Samne Ekk Setting Box Aayega Jisme Connection button par click karo Aur niche Connection Type me High Speed yane LAN 10 Mbps rako !
4) Aab Bari hai Number off Connection ki yane Jo bhi File Download hogi Wo Kitne Part me Download Hokar Aani Chahiye !yane Jada Part ho to File Jaldi Download hoti hai !to Hum Use Maximum yane 16 rakhenge !
5) Upper Download > Scheduler >Files in Queue < par click karo ! jaise Queue par click karoge to Aapke Samne Download ka Box Aayega Usme (1) number Dalo ! Aur setting Apply kar do
Dosto Aapka Kam Ho chuka hai ! Ab jabhi bhi Aap internet se koe bhi File Download karo ge to Aap Khoodh Mehsoos karoge ki internet ki Download Speed badh chuki hai !
Before
After
Tag :- internet in hindi , in hindi Computer , Mobile in hindi , Pc trick in Hindi , laptop in hindi
- Internet kya hai - Net ki Puri jankari hindi me
- Computer Hardware ki puri jankari hindi me
- WordPress Vs Blogger kon sabse Aacha Aur Sasata
- Laptop Overheating aur hanging problem se kaise Chutkara paye
Aapko Humara post kaise laga ye hume Jaroor bataye aur Aapne Dosto ko bhi Share kare kyu ki Sharing is Caring :)
0 comments:
Post a Comment
Humare Website me Aapka Swagat hai !