Hi Bloggers Hindi Me Computer And technology Ke Site me Aapka Swagath hai ! jaise ki Aapko pata hi hai Computer and technology ke dunia me Internet ka Aapna Ek Sthan hai ! to Aaj hum Esi Internet ke Topic par Bath karenge !
- Public IP Address Aur Privet IP Address yane kya in Hindi
- Internet Cable Kaise Banaye - Lan Cable ki puri janakari hindi me
to chalo jante hai internet kya hai ?
Dosto Internet Word ko Aagar 2 bhago me bata Jaye to international + Network Aisa hota hai ! Aur Enn 2 dono ka Aarth(Mining) Nikal ne jaye to Aantar Rastriya( आंतरराष्ट्रीय ) Aaisa hota yane Ekk Aisa Jala jis me Puri Dunia Samayi hai !
Internet Ekk Aisa Network hai Jo Hur Log Aapne Ghar bethe-bethe dunia ke Hur Kone ki Janakari Hasil kar sakte hai ! Aaj ke Date me internet ke bina Rehna to Door ki bath hum Soch bhi nahi Sakte hai !Internet par Lakho dunia ke Computer Aapas me Jude huye hai !
internet ka Safar 1970 me Vint Cerf aur Bob Kanh ne Shuru kiya tha !Unhone Ek Aisi Technology ko janm Diya tha Jisme Computer par kisi bhi Data ka Chote-chote packet me toda ja sakta tha ! Aur Essi Prakare Dusare Computer me bi Beja ja Sakta tha aur Packets dusare Computer me jakar pratilipi ( प्रतिलिपि ) bana sake ! yane unhone 2 computer ke bich me Sawand karne ka tarika nikala ! Ess Tarike ko (TCP) transmission Control Protocol kaha jata hai
- Android me Kisi bhi lock Application ka password kaise tode
- Computer Ke 11 Chokane Wale bathe jo tumhe pata nahi hai
Data ko Ess tarah se Send Aur receive tab bhi kar sakte hai jab network me 2 ya 2 Se Aadhi computer ho ! kyu ki kisi bhi Network me hur Computer ka khas pata(एड्रेस ) hota hai ! jise IP( internet protocol ) kaha jata hai IP Address Ekk Numeric Digit hote hai jise 1 Dout se Aalag-Aalag kiya jata hai ! hur Computer ka Aapna Aalga-Alag Ip Address hota hai !
Data ko jabhi chote-chote packet ke dwara Dusare computer me bheja jata hai ! tab usme Bhejne wale ka Address aur Pane wale ka Address likha hota hai jab bhi Wo packet Network me kisi Bhi Computer ke pass jata hai !tab wo Computer Check karta hai ki Ye data uske liye hi bheja hai ya Aur kisi liye ! Aagar wo packet uske liye nahi hoga to wo aage network computer me foreword karta hai to Ess tarah packet ko ekk jagah se dusare jagah bhejne ka kam IP karta hai
Internet ke Badhte Users ko Dhyan me Rakhte computer Network ko Mukhy 3 Prakar me bata ja sakta hai
- LAN
- MAN
- WAN
LAN ( Local Networking Area)
Lan Ekk Aisa Network hai jo Kam doori me Faila hua hota hai -Jaise ki Kisi ke Gharo me ,Office , School , Colleges me 2 ya 2 se Aadhik computer Aapas me jode jata hai use LAN Network kehte hai
MAN( Metropolitan area network )
MAN( Metropolitan area network )
MAN ekk Aisa network hai jo 2 ya 2 se Aadhic shaharo ( City ) me Bicha hua Network ho Sakta hai ! MAN Network Lan network se bada hone se Uski Doori 1 se 100 KM tak ho sakti hai ! Lekin hum Practicaly dekha jaye to MAN network ko jada istimal nahi kiya jata hai ! Keval LAN aur WAN network ka hi istimal kiya jata hai kyu ki LAN ko Bada karne ke badh wo MAN ban jata hai :)
WAN( wide area network )
WAN( wide area network )
Wan Network Ek Aisa network hai jiski koe bhi Sima Decied ( Nishit) nahi hai ye network 2 ya 2 se Aadhik Desho ( country ) me faila Hua Network ho sakta hai ! Eska Sabse bada Example (Udaharan ) Internet hai Ess Prakar ke network ka istimal bade-bade Company me kiya jata hai !
- Blog ko Top 10 me kaise laye - janiye SEO ki puri jankari hindi me
- Purane Blog ke viewer ko Aapne naye blog par kaise laye -Traffic Badhau Trick
Abhut hi achi jankari share karne ke dhanyawad ye jankari ka kai logo ko pata nhi hota hai ki internet kisko khete hai lekin aapki is post se un sab ki help hongi Thank you for share this.
ReplyDeleteWelcome _Shaikh Muneer !
ReplyDelete