Hi dosto Me Aarohi Aapki Dost to Aaj hum Janenge ki Computer ya Laptop me Bina Kisi Software ke USB port kaise Lock ya block kar sakte hai to Yes kal (कल ) Hi muze Ekk Mail Aaya tha Jis me Likha Tha ki
Namita -Nagpur
Aarohi mam me Nagpur se hu Mere Ghar me Mere Chote bhai hai jo hur wact Computer me pen-drive se Game ya Song Copy-past karte Rehte hai -jis ke vajah se mere Computer bahoot Slow Chalne laga hai ---Eske pehela mene USB Lock ke Software bhi dale the par wo bhi mere Bhai Uninstall kar dete hai MAM Aisa Koe tarika batao jis se Sare USB port lock hojaye Wo bhi Bina Software ke :)
1) Sabse pehla RUN me jao aur Gpedit.msc Type kar ke ENTER karo ( Run ke Liye Shortcut key Microsoft+R)
2) Ok button par Click karte hi Tumhare Samane Local Group Policy Editor Screen Khulegi
3) Group Policy me User Configuration >Administrative Templates >System >Removable Storage Access < par Click karo
4) Storage Access par Click karte hai Right side me Configure Screen Khulegi vaha [Removable Disk :Deny read access ] par dabble Click karo
5) Deny Read par Click karte hi Tumhare Samane 1 pop-up Screen Aayegi Usme Enable Button ko Select karo Aur Setting Apply kar do
Ok Button par Click karte hi Tumhare Computer ya laptop ke sare USB port Lock Ho jayenge Abhi Tumhare Siwa Tumhare Computer me Pen drive koe Access nahi kar payega Chahiye to Koshish kar lo :)
Aapko Humara Post kaise laga ye Hume Jaroor bataye Aur Aapne Dosto ko bhi share kare :) Kyu ki Sharing is Caring na Dosto :)
Nice information you are shared with us
ReplyDeleteVisit for more technical information on
Blogtipshub. com
thank you !
ReplyDelete