Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Tuesday, 23 February 2016

Computer me Virus Detected Hide File kaise Show kare - Hardware in hindi



hindi+me+Computer




Hi  Dosto  Computer Hardware ke Naye post me Aapka Swagath hai ! to Kya Tumhare Computer ya Laptop me tum jab Pen-drive lagate ho tab Usme  Data Dikhane ke Aalava Un Files Ke Shortcut Dikhayi dete hai ! Ya jab tum tum Aapne Computer me Aapne College ki PPT ya Project banate ho Aur Usee Pen-drive me Save Karke Dosto ke Computer me lagate ho to Tumhe keval Auto run file ya Empty file Dikhayi Dete hai ! To dosto Enke piche  malware jaise Virus ho sakte hai  jo Tumhare Data ko Hide kar dete hai


hindi+me+pc+Trick


Tumhare Pendrive me Ya Computer me Data to hota hai Par use tum Dekh nahi pate ho yane Bo Hide ho jata hai !Aise me tum Dar jate ho ki Kya Virus ke vajah se mera Data Loss to nahi huaa Na !  to Dosto Agar Tumhare computer ya Pen drive me  Bhi Same Ess Tarah ka Problem Aa raha hai to Darne ki koe bath nahi ! Kyu Aaj hum Aapko Batane Wale hai ki kaise Virus Detected File ko Show kare 


How to Show Hidden Files and Folders in Windows 7, 8.x, 10 in Hindi


1) Sabse pehla My Computer me jao Aur ALT button press karo jaise tum Alt Button press karoge vaise hi Tumhare Samne Drop-Down menu Khul jayega vaha Tool ko Select karte Folder Option par click karo !

hindi+me+computer+hardware+


 2) Folder Option par Click karne ke badh Tumhare samne Ekk Option Box Aayega Jis me tumhe View me Click karna hai ! Aur Niche ( Hidden file And folder ) ya Show File karo ! fir Thik uske  Niche Tumhe 1 option  dikhega 

                 Hide Protected Operating System file( Recommended 

Use Un-teek karo Jaise hi tum Unteek karoge vaise hi tumhare Samne Ess Tarehe ki  Warning MSG Aayega 


Hindi+Hardware+


Bass Abb Yes Kar ke Ok kar do yane Aapke Samne Abb Ess Tarhe Setting honi Chahiy

Hindi+me+Hardware+2
 
Ok button par Click karte hi Tumhare Samne Sare File Show Ho jayenge bass Abb Folder ko open karo Aar tension Free ho jao !

2 comments:

  1. blank

    Very good information bro
    For information about blogging, Content marketing and how to increase visitors, Seo in hindi just visit
    trickycenter.com

    ReplyDelete
  2. blogger_logo_round_35

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates