Home About-us Privacy Policy Contact-us Services

Monday, 18 April 2016

Blogspot kya hai - Kis ne banaya -Blog par Free Website kaise banaye


Hi Blogger Me aarohi Aap ki Dost :) Blogspot(Blog) ke jariya  Hur Koe Aapni Kismath Aajmane(आजमाने ) ki Soch ta hai -Enme Se kisi ko Safalta Milti hai to Kisi ko Nirasha ! par Dosto Yakin Mano Koe Bhi kam karne ke liye Hum me Use kam ke prati(प्रति ) Junun aur Lagan hona Jaroori hai -to bo koe Bhi kam ho Usme Tumhe Kamaybi Aur Saflat ke Siwa kuch nahi milega :) 


How-to-Create-Free-Blog-on-Blogger-Platofrm+in+hindi





Blogspot(Blogger) kya hai ?

Blogger (Blog spot) ekk  Hosting Service hai ! Jise  Google Program  Dwara Uplabdh (उपलब्ध ) karwae Jati hai ! Jis ke Help Se Bloggers Aapan New Blog Kuch Hi Palo me bana sakte hai ! google aapne blogger's ko Jab-tak Chahe tab -tak domain And hosting Service free provide karti hai  Jo Unke Aapne Free Service Yane BlogSpot.in ya .com hoti hai

Google Ke Adsense program ke dwara Bloggers aapne blog se Aachi Income bhi kar sakte hai -Enn suvidha (सुविधा ) ka upyog Har Koe Kar sakta hai ! bass bloggers ko Google ke Policy Follow karne hote hai ! 

Agar Koe blogger Google ke policy ke khilap Jakar blogging kar raha hai ! to Unka Blog delete karne ka pura Aadhikar (अधिकार ) google ke pass hota hai 

1ekk blogger kisi bhi topic par Blog bana Sakta hai Chahiye Wo Commercial ho ya Personal -Blogspot ko Shurwat 1999 me Ekk hosting tool ke roop Se Pyra Labs ne Ki thee 

2003 me google ne Blogspot ko kharid Liye Tha .Aur tab se Blogspot  internet par Sabse Popular Free hosting Website Bani hai ! 2004 me Google Ne Picasa 
ko kharida jiske badh Bloggers Aapne Blog par photos post kar ke Dunia bhar kahi bhi share kar sakte hai .Aaj Humare Blog par Jo bhi Images hai Wo picasa ke Help se hi Google ne publish kiye hai :) 

9 may 2009 me Google ne Blog ke  new Feture ko Logon Se Introduced Karwaya  jaise ki 

  • Post 
  • Comment
  • Blog templates
  • Posting By email 
  • Individual Archive Pages



Blog ka Prayog kaise karte hai ? 



Google ke free Hosting Service Se Blog bana ne ke liye bloggers Ko Kisi Bhi Software Ya Extra Janakari ki Jaroorath Nahi Lagti hai ! BlogSpot Par Aapna Blog Bana ne Ke Liye Users Ka Keval Gmail par Account Hona Chahiye 

Gmail ID ke Madat Se tum Blogger.in  Par Simply Login Lekar Free Blog bana Sakte ho  Tumhare Blog Ka Jo Name hoga Wo hi Nam tumhare Domain Nam se Save Hoga jaise ki Humare Site ka Nam hai [about2pc ] to Humare Site ka Address bhi About2pc.com hi Hai ! Domain Aap Aapne Marji (मर्जी ) se Chun Sakte ho jaise ki 

.in
.com
.org

[Enn Domain ke Liye tumhe Paise Dene Padege ! Enki Price Normal Bloggers ke Mukabale Kafi kam Hoti hai ] jaise ki Humare 1 Sal ka Domain keval 99 Rs ka hai 


Dosto Blog ki Sabse Badi Khasiyat hai ki Ese Koe bhi Istimal kar Sakta hai ! Mere Khehne ka matlab  hai ki Jise computer Aur Internet ki Puri Janakari nahi Ho Fir bhi Koe bath nahi hai - Kyu ki Blog ka Interface Kis Book Jaise hi hai Aur Usme Lage huye Tools Use Aur Aasan (आसान ) Aur Saral banati hai :) 

Bloggers Aapne Blog me Kisi bhi Tarah ke Changes kar Sakta hai Jaise ki 


  • Blog Design 
  • Blog SEO 
  • Analyzing 

Bloggers Ke liye Google par Hajaro Gadgets hai Jiske Madat Se blogger Aapne Blog Ko Aur Bloggers ke Mukabale Khubsurath aur Attractive Bana Sakta hai 

Blogger Aapne Gmail ID se Chahiye Uthne Blog Bana Sakta hai ! Google ki Espar Koe Pabandi (पाबंदी)nahi hai !


Blogger par Free Blog kaise Banaye  
  
1) Google Par Blogger.com search Kare aur First Link par Click kare 


Free+Blog+
2) Link Par Click Karte hi Tumhare Samne Gmail ID & Password ki Login Screen  Aayegi ! Usme Simply Aapna Gmail Id and Password Dekar Login Button par Click karo 


3) Login Lete Hi Tumhare Samne Google Blogger Ki Screen Open hongi Jaha Left Site me New Blog ka butto hoga Uspar Click karo ! 


Create-New-Blog-New-Blogspot-Dashboard+in+hindi

3) New Button par Click karte hi Tumhare Samne Ekk Pop-Up Box Aayega Usme Blog Ki Information Do Aur Create Button par Click kar Do :) 


Blog+kaise+banaye+Hindi+me+
4) Blog Create Hote hi Tumhare Left Side me Blog ka Dashboard ho ga vaha Se 1st Option New Post par Click karo Aur Aapna First Post Publish Karo :)

New+Post+In+hindi

Dosto Keval 2 se 3 deen me Aap Blog ke Pure Interface ko Jan -jaoge Esi karan google Blogger dunia me Kafi Popular Aur Famous ho Chuki hai ,

Aur Hume Khushi hai  ki Aap Bhi Google ke Bade Earning platform Blogger se Judne Ja rahe ho ! Aagr Aapko Blogging And Earning ke Bare me Koe bhi Janakari in hindi me Chahiye ho Niche Comment karo me tumhare hur Sawal ka Javab Jald se Jald Dene Ki koshish karungi :) 


Tag :- Blog kaise banaye ,Blog kya hai , How to Make Blog in hindi ,Blog ki janakri ,Adsense kya hai ,Blogging kaise kare,Internet ki janakari ,Hardware ki janakari,website kaise banaye
 



2 comments:

  1. blogger_logo_round_35

    IN THE BLOG COMMENTS AND PARTICIPATE IN POLLS TO INSURE THEIR VOICES ARE HEARD.iPhone repair nottingham

    ReplyDelete
  2. blogger_logo_round_35

    हैलो, मैने एक ब्लाग बनाया है कृपया अपनी राय व्यक्त अवश्य करें। धन्यवाद,, http://hindivartaa.blogspot.in/

    ReplyDelete

Humare Website me Aapka Swagat hai !

Home About-us Privacy Policy Contact-us Services
Copyright © 2014 Computer ki puri jankari hindi me | All Rights Reserved. Design By Blogger Templates | Distributed By Gooyaabi Templates