Hi Blogger me Aarohi Aapki Dost to Hur Samay Jaise Aaj bhi Kuch interesting le Aayi hu -jaise ki apne Humara post Title padha Hi Honga ki Youtube kya hai -Aur Uska itihas
Dosto Aaj ke jamane me Youtube ko Kaise istimal kiya jata hai ye kisi ko bata ne ki jaroorath nahi hai kyu ki jis tarah technology vikasit (विकसित )hoti ja rahoi hai Usi tarah hum bhi Ese Samzne ki koshish karte ja rahe hai Problem Sirfe tab hoti hai jab hume technolgy ka itihas (इतिहास ) nahi pata hota hai to Aaj me Aarohi Aap ki Dost Aap ke liye Youtube ka Itihas Le Aayi hu :) ummid karti hu Ye Aap sabko jaroor Pasant Aayegi to Chalo Hindi me Jane Youtube ki Puri janakari :)
- Online paise kaise kamaye - Ghar bethe bethe Amir bano
- Youtube se paise kamana chahate ho to Ess book ko padho !
Youtube 1ekk Video sharing Website hai , Jaha User Youtube Par Video Dekh bhi sakate hai Aur Upload bhi kar sakte hai
Paypal ke 3 Staff (कर्मचारि) Chad Hurley ,Steve Chen ,Jawed Karim, ne 14 February 2005 me YOUTUBE banae
Mr.Hurley ne paypal ke pehela Indiana University of Pennsylvania Me design ki padhae ki
jawed karim Aur Steve Chen Enhone milkar Illinois at Urbana-Champaign se Computer science ki Study Ki thee
15 February 2005 me Youtube.Com name register kiya gaya tha Uske Kahi mahno ke badh Website ko Develop kiya gaya hai ! Creators ne website ko Official announce karne ke 6 month (महीने ) Pehla Public ke liye Site ki Preview Show karwae thee
- Kisi bhi Mobile par Kisi ke bhi Number se Call kaise kare
- Computer Ke 11 Chokane Wale bathe jo tumhe pata nahi hai
Youtube Band (बंद ) karne ki Mang
Youtube Shuru Hone ke badh Kahi Desho (देशों) ne jaise ki
- Iran
- Tunisia
- Thailand
Ne Youtube par Rok Laga di jis ke Badh Use hata Diya Gaya
1 October 2007 me Turkey me youtube ke Kuch Page par Rok lagaya Gaya tah 2do Deen badh use Hataya Gaya
गयीतुर्की me 5 may 2008 se Youtube par Rok Lagaye Gaye Thee
United Arab me bhi Youtube ke Kuch page par Rok Lagae Gayee Thee
23 February 2008 Me [blocked YouTube due to "offensive material" towards the Islamic faith including the display of pictures of the prophet] Ke Aanusar
(अनुसार ) Pakistani Aadhikaro ke Kehano par Dunia Bhar me Youtube ko 2 Ghanto ke Liye Block kiya thaa
Hajaro Pakistani popular Hotspot Shild (VPN) ke Maddat se Youtube ka Prayog Karte thee Fir 26 January 2008 me Youtube se Offensive material Nikal ne ke Badd Ye Rock hatae Gayi :)
Kuch Desho (देशों ) me School -Colleges ke Students Par Youtube ka Asar Hone Laga Tha -jaise ki Aapas me Zagade -Abuse (दुर्व्यवहार)-Aur Bdhte Bandwidth ke karan YouTube par video Uploading Roka Gaya Thaaa
Youtube par Video ki janakri in hindi
Youtube
ki PlayBack Technology Macromedia ke Flash-player par Aadharit (आधारित
) hai ! ye technology Site ko More Quality(अधिक गुणवत्ता) ke sath
Explains Video ki Jaise ki
• Quick Time
• Real-player
• Window Media Player
• Real-player
• Window Media Player
ke Tulna me Video Release (प्रर्दशित) karne ki Aanumati Deti hai ! Jis ke vajah se Users ko Video Dekhne ke liye Web Browser me Plugin install karne ki Jaroorath hoti hai
Photoshop se kisi bhi photo ka background kaise change kare
Adobe Flash player Ekk freeware Plugin hai Jise Istimal kar ke User Youtube par Video Dekh Sakta hai -Eske Aalava Download Mode & Full Screen mode ka bhi maza le sakta hai
Youtube Niche Diye Huye Sare Video Format ko Aanumati (अनुमति ) di hai jaise ki
• AVI
• MOV
• 3GP
• MP4
• MPEG
Eske Sath Tum Youtube par Mobile ke Maddat se Bhi Video Upload kar sakte ho
YouTube Term And Condition In HINDI
Youtube Term and Condition ke Aanusar User kisi bhi Copyright holder ya Video me Dikhae gaye Logonke Permission se hi Video upload kar sakte haiUser Youtube par Kisi Bhi prakar ke Video Jaise ki Adult,Pornographic,Harassment ,Commercial ,Criminal Video upload nahi kar sakta hai
YouTube se Judi Aadhik Janakari
1) Youtube
User Aapne Youtube Chanel par 20 GB ( Giga Byte ) tak Video upload kar
sakta hai [ me Keval Per Video Lenght ki bath kar rahi hu ] Jo pehla 1 GB tak hi Thee
2) Youtube.com Domain name Rakh ne Se utube.com Jo Same Video Sharing Site hai Enhme Zagade bhi Huye Jo highCourt me jakar rooke :)
3) Youtube ne 15 June 2015 me Aapna Mobile Version Launch Kiya Jo Aaj Hur Mobile me Insatalled hota hai
4) Youtube mobile Site xHTML Par Banae gayi hai
5) June 2007 me Apple ne Aapne I-phone me Youtube ko Lunch kiya Eske sath Apple TV, Apple iPod me bhi YouTube ko Add kiya gaya
6) January 2009 me Youtube ne [Youtube-for-TV] lunch ki -
7) Alexa Site ke Mutabich (मुतबिज ) Youtube Dunia me Se 2 Rank par hai Aur Google Number 1 par Ess Se Aap Andaja Laga sakte ho ki Globally youtube kitna Popular hai
8) Aaj Youtube ke Helps Se Hajaro Lonk Lakho rupee kama rahe hai
- Login Computer se Administrator Password kaise bypass kare
- Facebook Account kaise hack karte hai [ ID hacking ki Jankai hindi me]
Aapko
Humara Post kaise Laga Ye hume Jaroor bata ye Aur Computer Aur technology ki
Jankari ke liye hume Share Aur Like karte Rahe kyu ki Sharing is caring na
Dosto :)
Tag
Youtube kya hai ,Youtube par Video kaise upload kare , Youtube trick And Tips in Hindi , Internet Tips in hindi , Youtube Se paise kamane ke tarike
thank you !
ReplyDelete