Hi blogger Me Aarohi Aapki Dost to Jis tarah Samay(समय ) ke chalate humara vikas hota hai Usi tarah itihas Gava hai ki Technology ne bhi Samay ke chalate hi Pragathi(प्रगति) ki hai to Enn Sab Mamlo me internet ka Sabse Popular Social Site kaise piche reh Sakti hai to Right dosto Me www.facebook.com ki hi bath kar rahi hu ! to Aap Sabko Facebook Ke bare me Pata hi Honga Fir Bhi me ) Intro dena Chahati hu :)
August 2005 me Site ka Nam Facebook Rakha Gaya ! Dunia bhar Famous huye Facebook me Kahi Sare Language mojude hai Jis me Humari Rastriy (राष्ट्रीय) bhasha Hindi bhi hai :)
Facebook par Profile Video kaise Upload kare in HINDI
Dosto Facebook Par Profile Video upload karna koe badi bath nahi ! Kyu Jis tarah hum Facebook par Profile photo (DP) Upload karte hai Same Use Tarah Hume Facebook par Video upload karna hota hai _par ye Uploading Tab hi hongi jab tumhare Mobile me Facebook updated hoga
Agar Tumhare Mobile ka default Facebook Update na ho to Use Update Karo - Kyu ki ye Video Feature Hal hi me Mobile me Launch hua hai
Abb Mobile se Facebook Login lo -- Facebook me Login hote hi Tumhare right Site me 3 Aadi Lien Dikhegi vaha Click karo
Click karte Hi Tumhare Samane Profile Pic Show Honga Vaha EDIT Button Par Click karo
Edit Button par Click karte tumhare Samane Ekk Pop-Up Box Aayega Jaha 4 Option Hoge Jaise ki
- Take a New Profile Video:-Tum Ese Option ko Istimal Kar ke Aapne mobile ke Camera Se Video Click kar ke Direct Video Facebook Profile ke liye Upload kar sakte ho
- Upload Video or Photo :- Agar Tumhare Mobile me Pehale se video ya Photo hai to tum Vaha se Direct Upload kar sakte ho
- Select Photo on Facebook :- Facebook ke Photo Gallery se koe bhi Photo tum As Profile Pic Rakh sakte ho
- View Profile Picture :-yaha Se Tum Aapna Profile Picture Dekh sakte ho
Facebook Video Se Judi Kuch Bathe
1) Facebook APP Update Kiye Bina tum Ess feature ka Istimal nahi kar sakte ho
2) Facebook Profile Video Tum Mobile se hi Upload kar sakte ho -ye Service Computer me Aabtak Aaye Nahi hai par Mobile se upload Kiya Hua Video Computer me bhi Show Hoga
3) Profile Video Keval 7 Second ka hi Hona Chahiye Uske Upper Ka Video Size Es Feature ko Support nahi karta hai -Agar Aap badi Size ki Video upload karne ki Koshish kar rahe ho to ERROR Aaye gi
4) Aagar tum EDIT button par Click kar te ho Aur Aapko [ Coming Soon:Profile Video ] Aisa Likh kar Aa raha hai yane -ye Service Aapke Mobile me Abhi ke liye Available nahi hai Par Kuch Deeno ke badh Start ho jayegi :)
5) Computer - Hardware - Laptop - internet - SEO - Mobile -ki koe bhi janakari Aapko Chahiye to Aap hume Comment kar sakte ho hum Aapko Problem Door karne ki Jaroor Koshish karenge
Aapko Humara Post kaise Laga Ye hume jaroor bataye Aur Share and Comment karte Rahe :)
Tag
Facebook Tips in hindi , Computer Tips And Trick in hindi , How to upload facebook Profile Video in hindi ,Whatsapp Trick ,Internet Tips and trick in Hindi
Aap ne sabhi questions ko cover up kiya thanks for sharing this information with us
ReplyDeletethank you !
ReplyDelete