Hi Blogger me Aarohi Aapki Dost - Aaj Me ess Post Me Aapko Batane wali hu Whatsapp ke Latest Feature Encryption ke bare me to Dost Whats app me 5/4/2016 Me New Update Aaya hai Jo hai Version 2.16.14 To Esme Whatsapp ne Aapne Users Jitne Bhi Option Istimal karte hai jaise ki
- Calls
- Video
- Image
- Messages
- Voice Notes
Enn Sabhi Par End-to-End Encryption Laga Diya hai !
End-to-Encryption Yane Aap Kisi Bhi User Se Bath kar rahe ho -Chahiye wo Nokia Lumia ho Android Ya Apple ho Aur Samane Wala Whatsapp ka Latest Update Istimal kar raha hai ! To jo Bhi Aap Bathchit ( Chart -Communication) Kar rahe ho Wo Puri -ki -Puri Encrypted hoti hai !
- Photoshop ke madat se kaise Eye color Change kare
- Photoshop se kisi bhi photo ka background kaise change kare
Encrypted Yane End-to-End Aapko Encryption milta hai ,bich me Nahi Whatsapp ya Aur Koe third Party Application Aap Par Nazar Rakh Sakti hai .Kisi Ko Nahi Pata Ki Aap ne Aapne Mobile Se Kis ko kya Message Bheja hai
Dosto Jab Me Whatsapp Open Karrti Hu ! Aur Samne Kisi se Chart Karne ke liye Chart Box Kholti hu Tab Muze Ekk End-to-End encryption Nam se Pop-Up Aata hai _ to Dosto Ye Jaroori nahi hai ki Muze Hur Ek Contact ke sath ye Message Aayega ! Ye Usi Contact Ke Sath Show Hoga Jis ne Aapne mobile me Whatsapp ka Latest Update Install kar Rakha hai :)
Jab Tum ess Pop-Up par Click karoge to Aapke Samne Ekk Verification Box open Hoga
VERIFY Button par Click karte hi Tumhare Samane Ek Screen Show Hogi Jis par QR code Aur Uske Niche Kuch Numbers Key Honge Jo Same Me Jis Samne Wale Person Se Chart Kar rahi hu Uske Pass bhi Hogi !
Agar Tumhara Dost Tumhare Aas-pas ho to Tum QRcode Service Se Uske mobile ke code ko Scan kar Sakte ho ! Agar Nahi to Ye Key Automatic Generate Hokar Tumhare Aur Dost Ki Bich me Ekk Secure System Create karti hai ! Jis ke Badh Keval-Aur-Keval Tum Aur Tumhare Dost Hi Ess Tumhare Messages ko Padh Sakte hai :)
- Internet kya hai - Net ki Puri jankari hindi me
- Whatsapp se delete message kaise Recover kare in hindi
Dosto Pehela Aisa Hota ta ki Jabhi Hum Kisi contact Se Chart karte thae.Tab Humare chart ! Whatsapp Aur Third party Application bhi Read Kar Sakti thi , Jaise ki Kisi tumhare Mobile Se Whatsapp ke File Nikal Liye To Wo Use File ke Madat Se tumhare Sare Chart Padh Sakta tha But Ab Ess Code ke Vajah Se Aisa Kuch nahi hoga Kyu ki Hum Jo Bhi Mesage Samne Send karenge Wo Ekk Encryption hokar Send honga Jaise ki AapNiche diye Huye Image me Dekh Sakte ho
Whatsapp End to End
Encryption Why Bad
Whatsapp
Encryption ke kuch Negative Points Bhi hai jaise ki Ess Koe
Criminals Use Karte hai Jo kuch Secrete Message bhez raha hai .Aur Humari
Government Unhe Whatsapp ke Madat se Pakdna Chahati hai ya Trace karna Chahati
hai to Wo Control Nikal jata hai .Aise Me Wo Log Es features Fayda
utha Sakte hai ! Lekin Aap -Aur -Mere Jaise normal Users Ke liye Ye Ekk Aacha
Aur Secure Feature hai Jise Hume Istimal karna Chahaiye Agar Aapne Abatak
Whatsapp update Nahi kiya hai to Abhi kar do Aur End-to-End Encryption ka maza
Lo :)
Aapko Humara Post Kaise Laga Ye Hume Jaroor bataye Aur Niche comment bhi kare Aur Share karna Na bhule :) Coz Sharing Is Caring na
Bahut hi acchi jankari hai aarohi ji
ReplyDeleteMujhe aapse contact karni hai aarohi ji
Please contact to me
Contact forum Se tum muze direct contact kr sakte ho ! ya Humare FB page ko like kar k tum muzse Connect ho sakte ho
ReplyDeletewww.Facebook.com/about2pc
Very nice information
ReplyDeleteBut ish end to end feature ka log missuse jyaa krenge
yes! dear
ReplyDelete