Hi Dosto Blogging Trips & Trick In hindi me Aapka Swagath hai ! to Aaj Hum Janenge ki kaise Aapne blog par Cool Subscription with Social follow button Add kar ke Aapne reader ko Aapne Pass Attract kare ! to Sabse pehla Sawal Aata hai ki Blog ya Website par Subscription Widget Kyu lagaye to hota kya Dosto Hum jab bhi blog publish karte hai to Search engines se Aane wale Viewer humare 2 ya 3 Post Padh te hai ! Aur Jab Unhe lagta hai ki bhai Ye blog badhi kam ki hai to Aise Vact Reader Humare Blog ko Email Subscribe karte hai yane !yane Tum jabhi Aapne blog par new post publish karte hao to tumhara post Sabse pehla tumhare subscriber ko Email ke dware mil jata hai ! Esiliye hume Aapne blog par Subscriber Widget Laga na Chahiye ! yane Jitne jada Subscriber Uthne jada view !
- YouTube Video ko MP3 me kaise convert kare !
- Google par Aapna photo upload karna hai to image ko SEO karo !
Blog par Subscription Widget kaise Add kare ?
Subscription Box With Rounded Social Follow Buttons in Hindi
1) Aapne blog me Sign in karo > Layout >Ad a Gadget > HTML/Java Script < Par Click karo
2) Jaise hi HTML/Java Script par Click karoge Vaise hi Tumhare Samane Blank Box Khulega Usme Niche Diya Hua HTML Code Dalo Aur Save kar do !
- About2pc.com ke yaha Aapna Feed-burner/Subscriber ID dalo !
- in Hindi ke yaha Aapne Social Networking Site ka ID dalo !
Your Name and Email Id Sign Up Box in Hindi
- HTML code me About2pc.com ke yaha Aapna Subscribe ID Dalo ( Feed burner ID )
Best Professional Subscription Box For Blogger in Hindi
About2pc.com Ke yaha Aapna Subscriber ID Dalo Aur Save Button par Click karo
- Kisi bhi Mobile par Kisi ke bhi Number se Call kaise kare
- Mobile se Aapne photo ka cartoon character kaise banaye
- Android me Paid Application Free me Kaise Download kare
Dosto Agar Aapko Enn Widget me Kuch changes Karne Ho jaise ki
- Color
- Size
- Content
- Problem
- or more
hellow aarohi mam
ReplyDeletemere blog pr saari post ek hi page pr show hoti h aur usse scroll krna padta h alag alag pages me alag alag post dikhe esa kaise kr sakta hu plzzz help me
Monu tum Aapne Blog ke liye template(Theme) istimal karo
ReplyDeleteapne jo first wala widgat dia hai usme facebook twitter link kaiae ad hogi hamari
ReplyDelete